Desh mein jahan jahan sukha pada hai, wahan wahan bade joron se rajniti ki ja rahi hai. Karan saaf hai, Election nazadik hain, aur kaun si parti nahin chahegi ki usake sabase jyada sansad lok sabha mein jeet kar aayein.
Congress ho, BJP ho, Samajwadi party ho, BSP ho, sabhi ko chinta hai. Kyon na ho, [...]
Archive for January, 2008
Sukhe ki Rajniti
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, sansar ko dekhane wala on January 31, 2008 | Leave a Comment »
Bapu yani Mahatma Gandhi
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, sansar ko dekhane wala on January 30, 2008 | 2 Comments »
Aj 30 tarikh hai. Isi din bapu ki hatya ki gayi thi. Karan bahut se ho sakate hain. Jinhen ham kabhi bhi vastavik swaroop mein nahin jaan payenge. Bapu ki hatya ek paheli banakar hamesha ke liye jamin doz ho chuki hai.
Maine varshon pahale ek pushtak padhi thi, jisaka shirshak tha, “Maine Gandhi vadha kyon [...]
Dainik Jagaran : Hindi Bhasa ka sabase adhik prasarit akhabar
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, sansar ko dekhane wala on January 29, 2008 | 1 Comment »
Dainik jagaran , hindi bhasa ka sabase adhik padha jane wala akhabar hai. Ab to yah kai rajyon se chchapakar nikl raha hai, lekin main jo baat kaha raha hun , wah san 1954 ke aaspaas ki hai, jab Swargiya Poorna Chandra ji Gupta, Kanpur shahar ke ilake Birhana Road ke Nomani Bhawan se akhabar [...]
Khushawant singh, the Asardar Sardar
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, sansar ko dekhane wala on January 28, 2008 | Leave a Comment »
Hindi ke akhabron mein, Na kahu se dosti , na kahu se bair, shirshak se har hafte Khushawant singh ji ka aankalan padhane ko milata hai. Sardar ji ke naam se khyati prapta patrakar bahut purane aur shayad akele aise akhabar navish hain jo shayd itani umra mein bhi badi shiddat ke saath likahte rahate [...]
Kitana Paisa chahiye
Posted in Uncategorized on January 27, 2008 | Leave a Comment »
Ajakal paise ke pichche maramari machi hui hai. Haay paisa, haay paisa, charo oar yahi karun krandan ka shor macha hua hai. Koi bhi ho, sabako paisa chahiye.
Kai baar main navajawano se puchchata hun, ki ve kya banana chahate hain ? Uttar bade hi nirale mile.
Ek bola, main Harshad Mehata Banana chahata hun. Doosare ne [...]
Mera naam “Bharatiya Ganatantra”
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, sansar ko dekhane wala on January 26, 2008 | Leave a Comment »
Name: Bhartiya Ganatantra
Date of Birth : 26 January 1949
Age: 59 years
Abhi meri ginati senior citizen mein nahin hoti hai, kyonki main satha saal ka nahin hua hun. Isaliye mujhe ve sari facilities nahin milati hain , jo senior citizen ko milani chahiye. Mera paida hone ka itihas to sabhi log janate hain. Baad mein kya [...]
Dev Anand
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, sansar ko dekhane wala on January 25, 2008 | Leave a Comment »
Film star Devanand, mujhe bahut pasand hain. Kuchch baaton mein meri unase samaanta hai. Pahali, Devanand ek sinior citizen hain, main bhi hun. Doosari, Devanand jara latake jhatake lekar chalane wale byakti hain, main isame thoda kam hoon, main jara halke jhatake lekar chalata hoon. Teesari, suna hai, Devanand bade romantic hain, main bhi bada [...]
Mafia aur mafia
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala on January 24, 2008 | Leave a Comment »
Kai saal pahale mujhe yah janane ki badi tapish hui, ki aakhir mein yah mafia hai kya? Khair kuchch aisa hua, ki ek chchutabhaiye mafia ka saath mujhe mil hi gaya. Phir kya tha, kuchch din usaki shagirdi ki, aur mujhe un sabhi tatvon ka gyan ho gaya, jo mafia ko mafia banate hain.
Lubbe luaab [...]
Sensex ki kalabazi
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala on January 23, 2008 | Leave a Comment »
Isame koi ashcharya nahin karana chahiye, na hi yah koi ashcharya ki baat hai, ki Bombay sensex itani jaldi ludhak gaya. yah to ek din hona hi tha. koi cheej badhati hai, to sab khush hoten hain, yahi cheej jab ghatati hai to sab dukhi hote hain, kyon ?
Isaliya ki sabhi achcha achcha hona, dekhana, [...]
Kanya Bhrun Hatya
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala on January 21, 2008 | 8 Comments »
Bahut shor sharaba is bishaya par mach raha hai. Mukhya baat par kisi ka dhyan hi nahin hai.
Sahi baat yah hai, ki yah ek sakaji k samasya hai aur ise samaj hi suljhayega.
Mujhe neeche ingit ki gayi website par jane ka mauka mila. Ise padhakar mujhe laga ki, isme kuchch dam hai. Aap bhi [...]