Mahngai koi bhi sarakar nahin rok sakati , is satya ko sabhi desh vasiyon ko swikar kar lena chahiye. Agar koi yah kahata hai ki vah mahngayi ko rok lega to vah aap sabako bevakooph bana raha hai. Agar pragati karani hai to , mahangayi jarur hogi. Kyonki paisa to sabako chahiye. Ek din ke [...]
Archive for February, 2008
Mahangayi phir badhegi
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 28, 2008 | Leave a Comment »
Bhasa Gyan
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 22, 2008 | Leave a Comment »
Mujhe kai bhasaon ka gyan hai. Apni hindustani bhasaon mein mujhe punjabi, gujarati, bengali, marathi aati hai. Dakshin ki Telugu aur tamil mein agar do log baat kar rahe hon to main thodi thodi samajh leta hun ki ve kya baatein kar rahe hain. Bahsa gyan seachcha yah hai ki aap sahitya, logon se parichay, [...]
Rajnitigyon ki dukano ka sach
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 21, 2008 | Leave a Comment »
election aa rahe hain. Rajnitigyon ne apani apani kamarein kas li hain. Yen ken prakaren unako jyada se jyada seatein kaise milein, isake liye loke lubhavan karyakramon ki bauchchar ki jaa rahi hai. Chara phenka ja raha hai. Bajat mein election ko dekhate huye chidambaram kaun si door ki kaudi la rahe hain , yah [...]
Aao Pyar Pyar Karein
Posted in Uncategorized on February 14, 2008 | Leave a Comment »
Aaj 14 tarikh hai, jahir hai dil mein kuchch kuchch masti si aa rahi hai. Yah yakinan valentine ka asar hai. Main aaj apani 65 varsh ki patni se valentine karoonga aisa maine socha hai. Sochata hun usako kaise kahun, ” ki mujhe tumase bahut pyar hai, aur main tumhare bina nahin rah sakata.”
Ye bhi [...]
Princess Dyna ki maut se jude sawal
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 10, 2008 | Leave a Comment »
Maine priness dyna ke baare mein bahut kuchch padha aur manan tatha chintan karane ke baad yah tathya nikala ki, unaki maut ke pichche ek prakar ka khadayantra racha gaya, jo bahut sochi samajhi saajish, mafia girohon aur France ke badmashon ki sahayata aur british khufia agencies ke satik guana bhag aur paristhitiyon ko apane [...]
Sarkari Karmachariyon ki Gundagardi aur Dada Giri
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 9, 2008 | Leave a Comment »
Aj main jab apani naukari karake dopahar lagabhag 2.30 baje ghar vapas aaya to dekha ki mere ghar ki bijali nahin aa rahi hai. Main 5000 pancha hazar rupaye ki naukari karne ke liye subah apane ghar se 9 baje nikalata hun aur do baar paidal chalne aur do bar sarvajanik vahano ki savari karake nukari karane [...]
Lok Lubhavan ghoshanayein
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 8, 2008 | Leave a Comment »
Chunav aa rahe hain, swabhavik hai, sabhi dalon ki chintayein apana vajud bachaney ke liye sara jore laganey ka prayas karenge. kuchch dalon ka to koi astitava saare desh mein hai nahin, isaliye ve chahenge ki chchetriya star par jitani adhik se adhik seatein nikal le jayein, usamein unako kendriya sarkar mein apana dakhal karaney [...]
Chir-nidra aur chir-shanti
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 6, 2008 | Leave a Comment »
A tribute to my Samdhin ji, Mrs Dev Shanker Shukla.
Log dekhate hi dekhate yah duniya chchod kar chale jaate hain. Dopahar mein 1 baje mujhe Mumbai se mobile dwara unase baat karane ka mauka mila aur sham 4.45 par pata chala ki unaki maut ho gayi.
Mujhe bahut afasos hua. Ab isake siva main aur kar bhi [...]
Raj Thakre ke bawal ka matalab
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 5, 2008 | Leave a Comment »
Yah sab to ek na ek din hona tha. Ek Rajya mein haram khori hogi aur doosare Rajya mein samraddhi, to swabhavik hai ki, chahe desh ka samvidhan kuchch bhi kah raha ho, jis tarah se Mumbai mein ho raha hai, vah inhi dushparinamon ka parinam hai. Sabhi jante hai, Bihar Rajya ka hal, sab [...]
Kidney Racket : Sab aparadhi bach jayenge
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on February 4, 2008 | Leave a Comment »
Jis tarah se Kidney rackets samney aaya hai, yah koi nai baat nahin hai. Isase bade bade racket samane aaye, jab aaye tab khub hangama macha, kai kai dinon tak unhi rackets ki charcha hoti rahi, baad men sab tay tay fisssss ho gaya. Akhabar navis kalmein likhatey likhate ghis gaye, lekin stithi jahan ki [...]