Feeds:
Posts
Comments

Archive for March, 2008

Sare desh ki sadkon par is desh ke sabhi nagarikon ko surkshit chalane aur aane jane ka adhikar hai. Chahe ve paidal chalein, chahe kisi vahan se, jo kuch bhi ho sakata hai masalan cycle, scooter, car ityadi.
Lekin maine bahut se shaharon mein dekha hai ki logon ne chaurahon par is kadar apani apani dookanein [...]

Read Full Post »

Apne desh mein kai prakar ki chikitsa vidhiyan maujud hain , ham sabhi unaka phayade uthate hain, lekin mujhe lagata hai ki 99 pratishat logon ko pata hi nahin hai ki unako jo bimari huyi hai , usaka behatar ilaj kis chikitsa pdhyati mein hai. Yani allopathy mein, ya surgery  mein, ya homoeopathy mein , [...]

Read Full Post »

Apane desh mein maine dekha hai ki christian community rajnitik taur par bahut pichche hai. Isaka karan janane ki maine koshish ki jarur, lekin isaka koi maakul javab mujhe nahin mil paya.
Bahartiya christian, mukhyataya do vyavasayon se sabasa jyada jude hain. pahala siksha  ka kshetra ,doosara swasthay sambandhit kshetra. isamen do ray nahin ki in [...]

Read Full Post »

Tibbet china se sata hua ek rastra kisi jamane mein tha. China ne use hadap liya, yah to itihas kar bata sakatey hain ya china ke rajneta, ki Tibbet hadapane ke pichche unaki kya  mansikata rahi hai.
Abhi pichchle pakhaware , chine ne apane sainik Tibbet ke under ghused kar phir karyawahi ki hai. Maine kuchch [...]

Read Full Post »

Sansad ke is bazat adhiveshan se janata ko bahut ummiden thi, lekin sab par pani phir gaya. Lok lubhavan bajat ne pahale to sabaki banchche khila din , lekin jab andar ki kalabazi samane ayi to bahut nirasha huyi.
Hogi kyon na, jab janata ne bade bade mansube is sarakar se paal rakhken hon, netaji sabake samane [...]

Read Full Post »

Is saal mujhe lagata hai Holi sabase worst tyohar sabit hua hai, itani mahagayi ab tak to maine nahin dekha, har chees ke daam itane chadhe huye, kya ho gaya hai. Har adami bilabila kar ji raha hai.
Phayada kisaka hai. Jo sarkar mein baithe hain, unako na to pahale kabhi  mahagayi na to nazar ayi [...]

Read Full Post »

Dhikkar hai Kendra sarakar ke numaindon ko, aisi rajniti karane walon ko, jo kathamullon ki un ichchaon ke  aage ghutane tekane ko  majaboor ho gaye aur musalamanon ko tustikaran karane ke liye sabase aage nazar aaye.
Dhikkar hai is desh ke budhdhijivion ko, jo na kewal manasik taur par napunshak ho gaye hain, balki ek pad aur [...]

Read Full Post »

Yah kaisi vidambana hai ki itane bade desh ko chalane wale Pradhan Mantri khud vishwa ke gine chune Arthashashtriyon mein hain. Unhe abhi bhi bahut se vishwavidyalayon ne Arthshashtra par manad degrion ko saunpa hai.
Lekin Shri Man Mohan singh ji manhagayi ko nahin rok paye. In dinon Khane pine ki chijon par aag lagi huyi [...]

Read Full Post »

Jindagi aur maut sab upar wale ke pas hai, ham is duniya mein paida hote hain to poori umra paane ke liye, aur bharpoor jindagi jeene ke liye. Insan ke jivan mein, bahut kharab aur bahut achcha samay bhi aata hai, yah sab upar wale ke haath mein hai, ki wah kisako kitane din is duniya [...]

Read Full Post »

Rahul gandhi ne jis tarah se Urisa mein surksha ke saath khilwad kiya hai, use katai jayaj nahin thahraya ja sakata. Mujhe Rahul Gandhi ke baare mein Samajwadi party ke neta Shri Amar Singh ki tippani yad aa gayi ki , “Rahul abhi launde hain, unaki rajniti ka kya gyaan hai”. 
Yah to accha hua ki [...]

Read Full Post »

Older Posts »