Nepal hindustan aur china ke bich mein stithi ek rastra hai. yah durbhagya ki baat hai ki chand sirphire tathakathit rajnitigyon ne is desh ki chchichaledar karake rakh di hai. Yahan main Prachand naam ke rajnitigya ki baat kar raha hun. Yah mujhe parle darze ka bewkoof rajnitigya lagata hai, jise na to Rajniti ki [...]
Archive for April, 2008
Nepal Ke halat bigarane wale Rajneta
Posted in Uncategorized on April 7, 2008 | Leave a Comment »
Naye samvatsar 2065 par sabko shubhakamanayein
Posted in Uncategorized on April 7, 2008 | Leave a Comment »
Hindu samaj mein march ya april ke mahine mein padane wale samvatsar ka bahut mahatva hai. Raja vikramaditya ke jamane se yah samvatsar chala aa raha hai. Yah samvatsar 2065 varsha purana cahalan mein hai. Yani Christian calenders se 57 varsha pahale ka. Lekin pashchatya sabhyata ke karan hinduon ke samvatasar ko hindustan mein hi samman [...]
Sonia Gandhi ka Atankwad ke prati nazariya
Posted in Uncategorized on April 4, 2008 | Leave a Comment »
Vansagat rajnitik pratinidhi madam sonia gandhi ko atankwad mein bhi kuchch potential nazar aane laga hai, unhe shayad manhagayi se koi pareshani nahin lag rahi hai , jitana atankwad se.
Sawal yah hai ki madam itana pareshan kyon hain ? Baat ekdam sidhi hai, election aane wale hain, congress ka janadhar khisak raha hai, inako musalmano [...]
Rahul Gandhi ki nautanki yani drama
Posted in Uncategorized on April 4, 2008 | Leave a Comment »
Congressi vaise bhi bade nautanki baz hain, ab ise kya kahenge, ki Rahul Gandhi jahan kahin bhi jate hain, wahan ve kisi na kisi jhuggi ya jhopadi mein apani raat gujaratey hain.
Mujhe yah sab unaki nautanki lagati hain , ise main sivay dramebazi ke aur kuchch nahin samajhata. Chunki chunav aa gaye hain, isaliye yeh [...]
Rastriya Swayamsewak Sangh ke swayamsewak kya karein
Posted in Uncategorized on April 2, 2008 | Leave a Comment »
Keral mein pichchale dinon mein wahan ke communist workers ne RSS ke lagabhag adha darzan swayam sewakon ki hatyayein kar di hain, itani hatyayon ko mahaj sanyog nahin kaha ja sakata hai. Ye hatyayein janbujhakar ki ja rahi hain, jaisa ki Bengal ke nandi gram mein communiston ne kiya tha, aur ab jise sabhi janate [...]