Rajsthan mein in dino vahan ke gurjar samaj ke logon nein utpat machana shuru kar diya hai. Yah utpat ab to gunadai, gundagardi aur lootmar tatha jangal ke kanoon mein tabdil hota ja raha hai.
Ise Vasundhara sarkar ko bahut kadai se, bahut balpoorvak, bahut bedardi se roka jana chahiye. Rajya ke kisi bhi nagarik ko [...]
Archive for May, 2008
Gurjaron ka Utpat
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakyaworld on May 26, 2008 | Leave a Comment »
Bangala Desh ki simaon se ghuspaith Roki jaye
Posted in Uncategorized on May 22, 2008 | Leave a Comment »
Kuchch saal pahale jab Rajiv Gandhi Prime minister the, us samay bahut badi sankhya mein Bangala Deshi nagarik Asam mein aakar bas chuke the. Asam ki Gan parishad ne jab is mamale ko uthaya, to ise rajnitik rang de diya gaya tha, aur asam gan parishad aur usake neta Phukan ki dilli varata ki asafalata [...]
Osama Bin Laden, shayad jinda nahin hai ?
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on May 19, 2008 | Leave a Comment »
Duniya ka sabase khatarnak AATANKWADI , Osama, jo alkayada ka pramukh raha hai, shayad mar chuka hai. Isaki aawaj maine kai vars pahale TV newses mein suni thi, aaj bhi TV aur isase pahale TV par Osama ki awaj sun chuka hun. Halanki main, Osama jis bhasa mein bolate hai , us bhasa ko nahin [...]
Karnataka ke chunav
Posted in Uncategorized on May 17, 2008 | Leave a Comment »
Bahut se log kayas laga rahe hain ki , karnataka mein chunav ke baad kya stithi banegi, koi nahin janata ki kya hoga, lekin mil rahi khabaron aur chchanakar aa rahi reporton se to yahi lagata hai ki , Bharatiya Janata Party vahan bahumat ke karib aa jayegi, use poorna bahumat milane ki kagar par [...]
Uljalul aur be-matalab e-mails
Posted in Uncategorized on May 16, 2008 | Leave a Comment »
Mujhe bahut si e-mails, jinhe main, unwanted emails kahata hun, mere email box mein aa jaati hain, kuchch to videshi bhasa mein hoti hain, jaise ki german ya french ya russian ya koi doosari bhasa jinake alphabets angreji ke alphabets se milate ho, un bhasaon ki emails aa jati hai. Ab yah to tay hai [...]
Desh ki suraksha ka sawal
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged Chanakya world on May 15, 2008 | Leave a Comment »
Ab yah dharana gaharati chali ja rahi hai aur ab desh ke logon ko samajh mein aane laga hai ki maujuda Sardar Man Mohan Singh ki sarakar atankwad ke mamale mein, apane ghutane tek chuki hai aur yah sarkar atankavadiyon ke samane surrender karati nazar aa rahi hai. Is sarkar mein atankvadiyon se ladane ke [...]
Atankawad se, kadai aur nisthurata ke saath, nipatna hoga
Posted in Uncategorized on May 14, 2008 | Leave a Comment »
Agar koi sarakar yah samjhe, ki atankawad se namrata poorvak nipata ja sakega, to yah ek bahut badi bhool hogi, koi yah kahe ki atankvadion ko samjhane bujhane se masala hal ho jayeg to yah bhi bahut badi bhul aur galti hogi. Atankwad, atankwad hai aur isase nipatana bhi atankavadi tarike se hi hoga. Bachav [...]
Pakistan ke bigarate Rajnitik halat
Posted in Uncategorized on May 13, 2008 | Leave a Comment »
Padosi mulk pakistan ke andar rajnitik uthapatak chalu ho gayi hai, yah ek fikra karane ki baat hai. aisa lagata hai ki rajnitik dalon mein kuchch aisi batein paida ho gayi hain, jo kahin na kahin roda ataka rahi hain. Jab se vahan election huye hain, usake baad ke jaise halat bane, aur in halaton [...]
Ab aayega maja, Dekho Raj Thakare aur Lalu yadav ka khel
Posted in Uncategorized on May 12, 2008 | Leave a Comment »
Jab se khabar suni hai ki lalu yadav aur Raj thakare dono ke bich mein aichatani chal rahi hai aur media mein ek doosarey ko pachchadane ki baatein chal rahi hai, usase man mein utsukata hona swabhavik hai.
Raj Thakare ke Tau/ Chacha Shri Bala saheb ji Thakarey ne lalu yadav ke bare mein ek tippani [...]
Mother’s day
Posted in Uncategorized on May 11, 2008 | Leave a Comment »
Meri maan 1984 mein gujar gayin thi. Mere pita ji san 1977 mein gujar gaye the. Jab pita ji gujar gaye to ham bhaiyon ne vichar kiya ki jab tak mata ji ka jivan hai, tab tak unako har mah ek mushta nakad rakam de di jaye, taki unako kisi ke aage haath na phailana [...]