Feeds:
Posts
Comments

Archive for May, 2008

Ab yah siddha ho gaya hai ki pashchim bengal mein communist khema gundon ke bal par shashan karane ki koshish kar raha hai, gundai ke bal par shashan karane ki abhilasha sabhi rajnitik dalon ko hoti hai, isaka karan hai ki sabhi rajnitik dal apane pratyashi ko jitana dekhana chahate hain, isake liye ve kuchch [...]

Read Full Post »

Abhi main kuchch der pahale Uttar Pradesh ke Varanasi ke shahar mein teen sports persons ke encounter kiye jaane se sambandhit samachar ka avalokan SAHARA SAMACHAR TV Channel par dekh raha tha.
 
Mujhe yaad aa gaya apane patrakatita ke samay mein huye kuchch encounters ka, jo police ne mere samane hi kiye the. Mujhe dhyan hai [...]

Read Full Post »

Bharatiya janata apane bal boote kama kha rahi hai. Kisi tarah se desh ka har aadami kisi tarah se jugar karake apane star aur haisiyat ke mutabik kha pi raha hai, jo bhi mil khaya , mauka mila to aur behatar khan pan bana liya. Ab agar koi kha pi raha hai to yah bhi [...]

Read Full Post »

« Newer Posts