Misile testing mein ab Iran ka bhi naam jud gaya hai. Yah swabhavik bhi hai ki har desh ko apani suraksha karane ka aur rakhane ka pura pura haq hai aur yah rahana bhi chahiye, desh apni surkshsha apane bal bute nahin karega to kisake sahare karega ? Lekin yahi baat doosare deshon ko akharati [...]
Archive for July, 2008
Iran ki misile testing ka kya arth nikala jaye ?
Posted in Uncategorized on July 10, 2008 | Leave a Comment »
Mulyon ki Rajniti se Sarkar ko koi khatara nahin
Posted in Uncategorized on July 9, 2008 | Leave a Comment »
Jo yah vichar kar rahen hain ki Shri Manmohan singh ji ki sarkar gir jayegi, ve ab is bhram mein na rahein. Matalab saaf hai, aisa koi mood aur karan nahin dikhai deta hai ki sarkar ko koi khatara hai. Parmanu deal par Left ko sarkar se hatana tha, yah to tay mana ja raha [...]
Pakistan ke rajnitigya aur neta abhi Miyan Musharraf ko President ke pad par banaye rakkhein
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged Add new tag, Videsh Rajniti on July 5, 2008 | Leave a Comment »
Miyan musharraf Pakistan desh ke President hain, jaisa ki khabare aa rahi hain unase , yahi andaza lag raha hai ki shayad wahan ke rajnitigyon ka ek gut Miyan Musarraf ko hatane par tula hua hai.
Yahan ek baat Pakistan ke rajnitigya samajh lein , Miyan Musharraf ko agar gaddi se hataya to Pakistan kisi ke [...]
Is samay desh par sankat ke baadal chchaye huye hain
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on July 4, 2008 | Leave a Comment »
Bahut bura haal hai , is samay desh ka. Yah sankat koi ek din mein nahin paida huaa hai. Pichchale char saal ka lekha jokha dekhein to yahi pata lagega ki is sarkar ne sivay hawa bazi ke, koi thos kaam nahin kiya. Yeh sensex dekh dekh kar uchchaltey rahe, aur is uchchal phand mein jamini [...]
“Baba Barfani ab unase nipatenge, jinhone unaka saath nahin diya”
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on July 3, 2008 | Leave a Comment »
Aaj 03 July 2008 ko Baba Barfani yani Baba Amarnath ke liye Vishwa Hindu Parishad aur inake anusangik sangathano ne BHARAT BAND ka avahan kiya tha. Jo sacche hindu hain unhone badi shraddha aur bhakti se apane apane pratisthan swechchya se band kar diye, jinhone nahin kiya , unake baare mein samaj ke longo ki [...]
Kanoon ki ud rahi dhajjiyan
Posted in Uncategorized on July 3, 2008 | Leave a Comment »
Bharat desh ki kanoon vyavastha bahut lachar aur durdasha grast ho gayi hai. Hall yah hai ki Supreme court ke aadeshon ki bhi avahelnayein ki ja rahi hain, aur is shirsh adalat ke dwara pass kiye gaye orders ko manane ya lagoo karane mein bhi kisi ki koi dilchaspi nahin hai.
Yahi karan banata yah galat [...]
Senesex ke ludhakatey kadam
Posted in Uncategorized on July 1, 2008 | Leave a Comment »
Vahi hua jisakanadesha tha, sabhi shanka kar rahe they ki sensex kis din dhadam hoga aur kam hona shuru hoga. Yah sab sattey bajon ka kam hai, pahale yahi kaam juari log kiya karatey they ab sab sattey baj karane lage hain, sarkar inako protsahan de rahi hai.
Pichchle saal tak gharon mein istemal ki jane [...]