Lakshan dekhakar to yahi lagata hai ki , Mayawati, hi agali Pradhan Mantri banegi. Yah ek chauka dene wali baat huyi hai, sabhi bhauchakke hokar rah gaye hain, Mayawati bahut strong hokar ubhar aayi hain aur ab jo samikaran benenge ve mere hisaab se bahut jabardast honge.
Mayawati ka naam uchchala gaya hai, Bampanthiyon ki taraf [...]
Archive for the ‘Sarakari Gundagardi’ Category
Dr. Manmohan Singh ki Sarakar girane ke baad , Mayawati, Pradhan Mantri Banegi
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on July 19, 2008 | Leave a Comment »
Pakistan ke rajnitigya aur neta abhi Miyan Musharraf ko President ke pad par banaye rakkhein
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged Add new tag, Videsh Rajniti on July 5, 2008 | Leave a Comment »
Miyan musharraf Pakistan desh ke President hain, jaisa ki khabare aa rahi hain unase , yahi andaza lag raha hai ki shayad wahan ke rajnitigyon ka ek gut Miyan Musarraf ko hatane par tula hua hai.
Yahan ek baat Pakistan ke rajnitigya samajh lein , Miyan Musharraf ko agar gaddi se hataya to Pakistan kisi ke [...]
Gurjaron ka Utpat
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakyaworld on May 26, 2008 | Leave a Comment »
Rajsthan mein in dino vahan ke gurjar samaj ke logon nein utpat machana shuru kar diya hai. Yah utpat ab to gunadai, gundagardi aur lootmar tatha jangal ke kanoon mein tabdil hota ja raha hai.
Ise Vasundhara sarkar ko bahut kadai se, bahut balpoorvak, bahut bedardi se roka jana chahiye. Rajya ke kisi bhi nagarik ko [...]
Osama Bin Laden, shayad jinda nahin hai ?
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on May 19, 2008 | Leave a Comment »
Duniya ka sabase khatarnak AATANKWADI , Osama, jo alkayada ka pramukh raha hai, shayad mar chuka hai. Isaki aawaj maine kai vars pahale TV newses mein suni thi, aaj bhi TV aur isase pahale TV par Osama ki awaj sun chuka hun. Halanki main, Osama jis bhasa mein bolate hai , us bhasa ko nahin [...]
Desh ki suraksha ka sawal
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged Chanakya world on May 15, 2008 | Leave a Comment »
Ab yah dharana gaharati chali ja rahi hai aur ab desh ke logon ko samajh mein aane laga hai ki maujuda Sardar Man Mohan Singh ki sarakar atankwad ke mamale mein, apane ghutane tek chuki hai aur yah sarkar atankavadiyon ke samane surrender karati nazar aa rahi hai. Is sarkar mein atankvadiyon se ladane ke [...]
Sadak par surakshit chalane ka adhikar
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on March 31, 2008 | Leave a Comment »
Sare desh ki sadkon par is desh ke sabhi nagarikon ko surkshit chalane aur aane jane ka adhikar hai. Chahe ve paidal chalein, chahe kisi vahan se, jo kuch bhi ho sakata hai masalan cycle, scooter, car ityadi.
Lekin maine bahut se shaharon mein dekha hai ki logon ne chaurahon par is kadar apani apani dookanein [...]
Chikitsa Padyatiyon ko samajhiye
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on March 30, 2008 | Leave a Comment »
Apne desh mein kai prakar ki chikitsa vidhiyan maujud hain , ham sabhi unaka phayade uthate hain, lekin mujhe lagata hai ki 99 pratishat logon ko pata hi nahin hai ki unako jo bimari huyi hai , usaka behatar ilaj kis chikitsa pdhyati mein hai. Yani allopathy mein, ya surgery mein, ya homoeopathy mein , [...]
Bhartiya Christian Community
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on March 26, 2008 | Leave a Comment »
Apane desh mein maine dekha hai ki christian community rajnitik taur par bahut pichche hai. Isaka karan janane ki maine koshish ki jarur, lekin isaka koi maakul javab mujhe nahin mil paya.
Bahartiya christian, mukhyataya do vyavasayon se sabasa jyada jude hain. pahala siksha ka kshetra ,doosara swasthay sambandhit kshetra. isamen do ray nahin ki in [...]
China Ki Sainik Karyawahi
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on March 25, 2008 | Leave a Comment »
Tibbet china se sata hua ek rastra kisi jamane mein tha. China ne use hadap liya, yah to itihas kar bata sakatey hain ya china ke rajneta, ki Tibbet hadapane ke pichche unaki kya mansikata rahi hai.
Abhi pichchle pakhaware , chine ne apane sainik Tibbet ke under ghused kar phir karyawahi ki hai. Maine kuchch [...]
Sansad ka adhiveshan
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on March 25, 2008 | Leave a Comment »
Sansad ke is bazat adhiveshan se janata ko bahut ummiden thi, lekin sab par pani phir gaya. Lok lubhavan bajat ne pahale to sabaki banchche khila din , lekin jab andar ki kalabazi samane ayi to bahut nirasha huyi.
Hogi kyon na, jab janata ne bade bade mansube is sarakar se paal rakhken hon, netaji sabake samane [...]