Is samaya desh mein Rajnitik ghatana kram bade tezi se badalatey chale ja rahe hain, media har pal mein kahan kya ho raha hai, in par drishti jamaye huye hai. Nisandeh , kab kaya ho jaye isaka koi bharosa nahin, kab kaun kahan palti mar jaye, kaha nahin ja sakata hai,
Yeh desh ki rajniti ke [...]
Archive for the ‘Satya mev jayate’ Category
Rajnitik Ghatana kram ka tezi se badalana
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on July 20, 2008 | Leave a Comment »
Dr. Manmohan Singh ki Sarakar girane ke baad , Mayawati, Pradhan Mantri Banegi
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on July 19, 2008 | Leave a Comment »
Lakshan dekhakar to yahi lagata hai ki , Mayawati, hi agali Pradhan Mantri banegi. Yah ek chauka dene wali baat huyi hai, sabhi bhauchakke hokar rah gaye hain, Mayawati bahut strong hokar ubhar aayi hain aur ab jo samikaran benenge ve mere hisaab se bahut jabardast honge.
Mayawati ka naam uchchala gaya hai, Bampanthiyon ki taraf [...]
Pakistan ke rajnitigya aur neta abhi Miyan Musharraf ko President ke pad par banaye rakkhein
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged Add new tag, Videsh Rajniti on July 5, 2008 | Leave a Comment »
Miyan musharraf Pakistan desh ke President hain, jaisa ki khabare aa rahi hain unase , yahi andaza lag raha hai ki shayad wahan ke rajnitigyon ka ek gut Miyan Musarraf ko hatane par tula hua hai.
Yahan ek baat Pakistan ke rajnitigya samajh lein , Miyan Musharraf ko agar gaddi se hataya to Pakistan kisi ke [...]
Is samay desh par sankat ke baadal chchaye huye hain
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on July 4, 2008 | Leave a Comment »
Bahut bura haal hai , is samay desh ka. Yah sankat koi ek din mein nahin paida huaa hai. Pichchale char saal ka lekha jokha dekhein to yahi pata lagega ki is sarkar ne sivay hawa bazi ke, koi thos kaam nahin kiya. Yeh sensex dekh dekh kar uchchaltey rahe, aur is uchchal phand mein jamini [...]
“Baba Barfani ab unase nipatenge, jinhone unaka saath nahin diya”
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on July 3, 2008 | Leave a Comment »
Aaj 03 July 2008 ko Baba Barfani yani Baba Amarnath ke liye Vishwa Hindu Parishad aur inake anusangik sangathano ne BHARAT BAND ka avahan kiya tha. Jo sacche hindu hain unhone badi shraddha aur bhakti se apane apane pratisthan swechchya se band kar diye, jinhone nahin kiya , unake baare mein samaj ke longo ki [...]
Kya Lok sabha Chunav Hone ki kagaar par aa gaye ?
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged Rajniti on June 26, 2008 | Leave a Comment »
Yah sawal sabhi desh wasiyon ke samaney hai, ki kya ham Loksabha ke chunav ke liye taiyar ho jayein ?
Abhi mahaul to aisa nahin lagata hai, jaisa ki logon ka ankalan hai, ek do pakahware mein to kuchch bhi nahin hone wala, par jaisi rassakashi ho rahi hai aur aichatani jari hai, usase to yahi [...]
Desh Ke Halat Achche Nahin Hain
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged Janata on June 21, 2008 | Leave a Comment »
Vartaman mein desh bahut kathin paristithion se gujar raha hai. Congress ki samprag sarkar ne is desh ke nivasiyon ko aisi vikat paristithion mein lakar chchod diya hai jisase ubarana bahut mushkil lag rah hai. Yah sach hai ki lok lubhavan ghosanayein karake koi bhi party vote hathiya karake apani parti ki sarakar bana sakati [...]
Parasi samuday ki ghatati jan sankhya
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan on June 16, 2008 | Leave a Comment »
Mumbai ke log Batate hain ki apane desh ki swatantrata se pahale, desh ke Parasi samuday ki jan sankhya karib char lakh ke aas paas thi. Ab yah jansankhya ghatakar lagabhag 75 hazar ke aas paas aa gayi hai, Isaka karan kya hai, yah maine janane ki koshish ki, jo bhi facts samane aaye hai [...]
Kya hamein Tantra Mantra par vishwas karana chahiye ?
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on June 8, 2008 | Leave a Comment »
Kuchch varsha pahale, meri patni kisi mandir se kuchch rakam kharcha karake, ghar mein dhan badhane hetu, Garibi door karane ke liye , kuchch samagri le aayi. Ise pooja sthal par badi shradhdha ke saath sthapit kat diya gaya. Ab roj isaki pooja karane ke liye, meri patni ne kaha.
Swabhavik hai, ghar mein rahana hai, to [...]
Bujhi Atma ke logon ka Bharat Desh
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, Vishwa Rajniti, sansar ko dekhane wala, vishwa darshan, tagged chanakya on June 7, 2008 | Leave a Comment »
Kya ho gaya hai is desh ko ? Kya is desh ki atma mar gayi hai ? Kya yah desh anathon ka ho gaya hai ? Kya yah desh sambhale nahin sambhal raha hai ? Bahut se sawal hain, jinaka uttar dhoondhana hoga, kyo aisa ho raha hai ?
Is Desh ki atma bujha chuki hai. [...]