Abhi tak, MAAL, MALAI, MAKKHAN, MONEY kaat rahe UPA ke ghatak dalon ko dar sataney laga hai, ki chunav hone kistithi mein ve kya aur kahan honge, isi karan PARAMANU KARAR PAR SAATH DE RAHE SABHI UPA ke ghatak dalon mein , toot phut hona shuru ho gayi hai, jisaka taza udaharan SP aur Congress [...]
Archive for the ‘Uncategorized’ Category
UPA ke ghatak dalon ka Honeymoon khatma hone ke kagar par
Posted in Uncategorized on September 16, 2008 | Leave a Comment »
Kendra Sarkar ke Badhavas Halat
Posted in Uncategorized on September 14, 2008 | Leave a Comment »
Ek bar vipachch ke neta Shri LK Adavani ji ne kaha tha, kisi sandarnh mein, ki yah sarkar ICU mein chali gayi hai, pata nahin kis halat mein aakar bahar nikaley,
Idhar pichchale kuchch dinon se yah dekhane mein aa raha hai ki, sarkar ki stithi badhavason jaisi ho gayi hai, jaise sadamein se grasit kisi [...]
Disha Vihin Rajnitik Chintan
Posted in Uncategorized on September 1, 2008 | Leave a Comment »
Ise disha vihin rajnitik chintan kahana jyada theek hoga, kyonki ham kis taraf ja rahe hain , kahan ja rahein hain, kuchch bhi pata nahin,
Ek Rajniti dal kaha raha hai, Bangala deshiyon ko Bharata ki nagarikata de do”
Doosara kah raha hai, SIMI ek rastravadi sangathan hai,
Teesara dal kaha raha hai, Bihar ki Badh mein Falane [...]
Manmohan ki har morche par phel sarkar
Posted in Uncategorized on August 27, 2008 | Leave a Comment »
Is desh ka koi bhi corner le lijiye, aapako kya samajh mein aayega ? Hamare niti nirdharak ashay bane huye , paralysed ho chuke hain, yah sarkar kuchch samajh hi nahin pa rahi hai, ki vah kya kare, is sarkar ke mantri belagam hokar jo chahtey hai, ve sab kar rahe hain,
Congress bhale hi apane [...]
Pandrah Agaust 2008 ka Pradhan Mantri ka sambodhan
Posted in Uncategorized on August 15, 2008 | Leave a Comment »
Ise kya kaha jay ki Rajya sabha ke madhyam se chunakar bane pradhan mantri , sare desh ko bata rahe the, ki unaki kya upalabdhiyan rahin. Jo vyakti jindagi bhar shirsh star ki naukariyon mein raha, jisane garibi tak ko nahin dekha, abhavon tak ko nahin dekha,jamini haqiqat se kabhi do char nahin hua, jisane [...]
Jammu , Kashmir ki samasya
Posted in Uncategorized on August 13, 2008 | Leave a Comment »
Hamare netaon nein is samasya ko itana ulajha diya hai, ki kisi ko koi rasta nahin sujha raha hai ki kya kiya jaye ? Yah hamare netratwa ki sabase badi kamajori hai ki ve sahi vakhata par sahi nirnaya nahin lete, natija ham sabhi aaye din dekha karate hain.
Mujhe nahin lagata ki Jammu aur Kashmir [...]
Kuchch sujhav , jo shayad ATANKWAD se nipataney mein kaam aa jayein
Posted in Uncategorized on July 27, 2008 | Leave a Comment »
Atankwad ko jis tarah se halke mein liya ja raha tha, vah ab bahut vibhatsa roop leta ja raha hai, rajneta ab bhi apani nakami ka thikara ek doosare par phenk rahe hain, lekin mool samasya ki or kisi ka bhi dhyan nahin hain, is samasya se kaise nipata jaye, atankwad ko kaise khatam kiya [...]
Is tarah se barati ja rahi narami se to, koi bhi ATANKWAD se nahin nipat payega
Posted in Uncategorized on July 26, 2008 | Leave a Comment »
Jis tarah se danadan atankwadi hamale aur ghatanayein ho rahi hain, aur in hamalon ke pratikriya swaroop, kendra sarkar ka dhulmul aur naram ravaiya dikhai de raha hai, usase to lagata hai ki Atankwad se nipatane mein hum bilkul nakara sabit ho chuke hain, aur isase yahi sandesh jata hai ki ab Kendriya sattta aur [...]
Bangalore Blast ke pichche “Simi aur Huji” ka haath
Posted in Uncategorized on July 25, 2008 | Leave a Comment »
Modus Operandi ke hisab se yah kaam SIMI saur HUJI ka lagata hai, jis tarah se blast kiye gaye hain , usase to yahi lagata hai.
Banaras, Lucknow, Hyderabad, Malegaon, Ajmer sharif, Jaipur mein jis tarah se blast ka tarika apanaya gaya hai, yah pahale drastikon mein to SIMI aur HUJI ka hi is mamale se [...]
Electronic Media ke bik gaye patrakar
Posted in Uncategorized on July 24, 2008 | Leave a Comment »
Electronic media ki dhare bandi bhi paramanu deal par samane aa gayi, ye bhi expose ho gaye hain, jis tarah ki dalilein samane aa rahi hain, ve koi shubh lakshshan nahin dikhai de rahe hain.
Noton ki gaddiyan laharayi gayin, Desh ki sarvochch panchayat ke andar, aur betuke sawal utha rahe hain media wale. Jis tarah [...]