Bahut bura haal hai , is samay desh ka. Yah sankat koi ek din mein nahin paida huaa hai. Pichchale char saal ka lekha jokha dekhein to yahi pata lagega ki is sarkar ne sivay hawa bazi ke, koi thos kaam nahin kiya. Yeh sensex dekh dekh kar uchchaltey rahe, aur is uchchal phand mein jamini [...]
Posts Tagged ‘chanakya’
Is samay desh par sankat ke baadal chchaye huye hain
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, vishwa darshan, Vishwa Rajniti, tagged chanakya on जुलाई 4, 2008 | Leave a Comment »
“Baba Barfani ab unase nipatenge, jinhone unaka saath nahin diya”
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, vishwa darshan, Vishwa Rajniti, tagged chanakya on जुलाई 3, 2008 | Leave a Comment »
Aaj 03 July 2008 ko Baba Barfani yani Baba Amarnath ke liye Vishwa Hindu Parishad aur inake anusangik sangathano ne BHARAT BAND ka avahan kiya tha. Jo sacche hindu hain unhone badi shraddha aur bhakti se apane apane pratisthan swechchya se band kar diye, jinhone nahin kiya , unake baare mein samaj ke longo ki [...]
Nepal mein ab kya hoga ?
Posted in Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala, Swatantra Vichar, vishwa darshan, Vishwa Rajniti, tagged chanakya on जून 28, 2008 | Leave a Comment »
Mujhe Raja Gyanendra ji ka jaane ka bahut afsos hai. Unhe jis tarah se bemuravvati karake hataya gaya hai, vah sarahana yogya to katai nahin kaha ja sakata hai. Jo desh apane poorvajon ka samman nahin karata hai, bhale hi ve kaise rahein hon, vah samman ke yogya bhi nahin hai. Raja to chale [...]
Kya hamein Tantra Mantra par vishwas karana chahiye ?
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, vishwa darshan, Vishwa Rajniti, tagged chanakya on जून 8, 2008 | 3 Comments »
Kuchch varsha pahale, meri patni kisi mandir se kuchch rakam kharcha karake, ghar mein dhan badhane hetu, Garibi door karane ke liye , kuchch samagri le aayi. Ise pooja sthal par badi shradhdha ke saath sthapit kat diya gaya. Ab roj isaki pooja karane ke liye, meri patni ne kaha. Swabhavik hai, ghar mein rahana [...]
Bujhi Atma ke logon ka Bharat Desh
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, vishwa darshan, Vishwa Rajniti, tagged chanakya on जून 7, 2008 | Leave a Comment »
Kya ho gaya hai is desh ko ? Kya is desh ki atma mar gayi hai ? Kya yah desh anathon ka ho gaya hai ? Kya yah desh sambhale nahin sambhal raha hai ? Bahut se sawal hain, jinaka uttar dhoondhana hoga, kyo aisa ho raha hai ? Is Desh ki atma bujha [...]
Dainik Jagaran: Aaadi sampadak Swargiya Poorna Chandra ji Gupta se judi yadein
Posted in Uncategorized, tagged chanakya on जून 3, 2008 | Leave a Comment »
“ Chacha ji “ ki dharamapatni , jinhe main “Chachi ji”, kahata tha, bahut dharmik aur karmakaandon mein vishvash rakhane wali mahila thi. Unhe main rojana ek nishchit samay mein , pas ke madir , MATA TEPESHWARI DEVI ke mandir mein jate huye dekha karata tha. Ve Ishwar mein bahut vishwas rakhane wali [...]
Osama Bin Laden, shayad jinda nahin hai ?
Posted in Apana Bharat Desh, Nirbhik Vichar, Rajniti, Sam samayik Vichar, sansar ko dekhane wala, Sarakari Gundagardi, Satya mev jayate, Swatantra Vichar, vishwa darshan, Vishwa Rajniti, tagged chanakya on मई 19, 2008 | Leave a Comment »
Duniya ka sabase khatarnak AATANKWADI , Osama, jo alkayada ka pramukh raha hai, shayad mar chuka hai. Isaki aawaj maine kai vars pahale TV newses mein suni thi, aaj bhi TV aur isase pahale TV par Osama ki awaj sun chuka hun. Halanki main, Osama jis bhasa mein bolate hai , us bhasa ko nahin [...]
Dainik Jagaran : Swargiya sampadak Shri Poorna Chandra ji se judi yaadein
Posted in Uncategorized, tagged chanakya on अप्रैल 16, 2008 | Leave a Comment »
Dainik Jagaran , jise aaj ke din hindi bhasa ka sabase adhik padha jane wala akhabar hone ka gaurav prapta hai, isake shaishav kaal ki baat karata hun. Un dinon mein Dainik Vishwamitra, Dainik Pratap, Dainik Vartaman, Dainik Jai Bharat , Dainik Vir bharat aadi aadi akhabar Kanpur se nikalatey the. In sab akhabaron mein [...]